Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDatta Naik
HomeDatta Naik
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj in haathon mein phir se zindagi hai saaz hai kya kahun ae husn tujh par kitna mujhko naaz hai tere is pyar ka shukriya mere meharbaan tere is pyar ka shukriya mere meharbaan mere meharbaan mere meharbaan socha na tha kabhi itni haseen bhi hoti hai zindagi ae jaan e jaan socha na tha kabhi itni haseen bhi hoti hai zindagi ae jaan e jaan tere is pyar ka shukriya mere meharbaan tere is pyar ka shukriya mere meharbaan mere meharbaan mere meharbaan maana ke zindagi kanton mein hai pali phoolon se hai bhari meri daastan maana ke zindagi kanton mein hai pali phoolon se hai bhari meri daastan tere is pyar ka shukriya mere meharbaan tere is pyar ka shukriya mere meharbaan mere meharbaan mere meharbaan tu hai to raat kya darne ki baat kya taaron se hai bhara mera aasman tu hai to raat kya darne ki baat kya taaron se hai bhara mera aasman tere is pyar ka shukriya mere meharbaan tere is pyar ka shukriya mere meharbaan mere meharbaan mere meharbaan
tere pyaar ka aasra chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka aasra chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon hasinon se ehde wafaa chaahte ho hasinon se ehde wafaa chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho tere narm baalon mein taare sajaa ke tere shokh kadmon mein kaliyaan bichhaa ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke muhabbat ka chhota sa mandir bana ke tujhe raat din tujhe raat din poojna chaahta hoon wafaa kar raha hoon wafaa chaahta hoon tere pyaar ka zara soch lo dil lagaane se pehle ke khona bhi padta hai paane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ijaazat to le lo zamaane se pehle ki tum husn ko ki tum husn ko poojna chaahte ho bade naasamajh ho ye kya chaahte ho bade naasamajh ho kahaan tak jiyen teri ulfat ke maare guzarti nahin zindagi bin sahaare bahot ho chuke door reh kar ishaare bahot ho chuke door reh kar ishaare tujhe paas se tujhe paas se dekhna
tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se band hua ye dwaar kabhi naa jug kitne hi jug kitne hi beete sab dwaaron par haarne waale iss dwaare par iss dwaare par jeete laakhon patit laakhon patitaayen laakhon patit laakhon patitaayen paawan ho kar aaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se hum murakh jo kaaj bigaade raam wo kaaj sanwaare raam wo kaaj sanwaare o maha nanda ho ke ahillyya sab ko paar utaareeee sab ko paar utaare jo kankar charnon ko chhoo le jo kankar charnon ko chhoo le wo heera ho jaaye re raam ji ke dwaar se tora manva tora manva kyun ghabraaye re laakhon deen dukhiyaare praani jag mein mukti paaye reeeee raam ji ke dwaar se naa poochhe wo jaat kisi ki naa gun avgun naa gun
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo
tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi kaanton bhare hain sab raaste tere waaste jeevan ki dagar mein kaun banega tera aasraa bedard nagar mein tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega ban ke rahegi sharmindagi teri zindagi jab tak tu jiyega aaj pilaaun tujhe dhoodh main kal zehar piyega tu mere pyaar ka phool hai ke meri dhool hai kuchh
tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai uljhe uljhe se khayaalaat ki keemat kya hai maine kyun pyaar kiya tumne na kyun pyaar kiya in pareshaan sawaalat ki keemat kya hai tum jo ye bhi na bataao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko zindagi sirf muhabbat nahin kuchh aur bhi hai zulfon rukhsaar ki jannat nahin kuchh aur bhi hai bhook aur pyaas ki maari hui iss duniyaa mein ishq hi ek haqeekat nahin kuchh aur bhi hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko maine tumse hi nahin sabse muhabbat ki hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko tumko duniyaa ke ghumon dard se fursat na sahi sabse ulfat sahi mujhse hi muhabbat na sahi main tumhaari hoon yahi mere liye kya kum hai tum mere hoke raho ye meri kismat na sahi aur bhi dil ko jalaao to ye haq hai tumko meri
bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun meri har sos ne har soch ne chaaha hai tumhen jab se dekha hai tumhen tab se saraaha hai tumhen bas gayin hain meri aankhon mein tumhaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun tum jo nazron ko uthaao to sitaare jhuk jaayen tum jo palkon ko jhukaao to zamaane ruk jaayen kyun na ban jaayen inn aankhon ki ujaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun jaagti raat ko sapnon ka khazaana mil jaaye tum jo mil jaao to jeene kaa bahaana mil jaaye apni kismat pe karen naaz humaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun
yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere tootaa huaa dil toote armaan teri hain amaanat paas mere teri hai amaanat paas mere ye dil jo tumhaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar shaayad ke tere kaam aa jaaye ye jaan meri o jaan e jigar ye jaan meri o jaan e jigar kismat kaa ishaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete yaadon kaa sahaaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ruk jaaye kahan hai kis ko khabar dauraan e safar yaa manzil par dauraan e safar yaa manzil par gardish mein sitaraa naa hotaa hum chhod ke duniyaa chal dete ye dard jo pyaara naa hota hum chhod ke duniyaa chal dete
ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho zindgani dard ban jaaye kahin aisa naa ho saans aahen sard ban jaaye kahin aisa naa ho dil tadap kar naa gahaan so naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li kya hua kyun iss tarah tune nighaahen pher li meri raahon ki taraf se apni raahen pher li zindagi ka carwaan kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa chaand taaron ka samaa kho naa jaaye aa bhi jaa ye bahaaron ka samaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tere Is Pyar Ka Shukriya Aag Aur Daag (1970) 04:57 36644
 
Poster of Aag Aur Daag (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Datta Naik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:57   Song Number : 36644   

Tere Pyaar Ka Aasra Dhool Ka Phool (1959) 07:11 13081
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 07:11   Song Number : 13081   

Tora Manva Kyun Sadhna (1958) 04:34 14105
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Leela Chitnis
Duration : 04:34   Song Number : 14105   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Mere Pyaar Ka Phool Dhool Ka Phool (1959) 03:59 13082
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 13082   

Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Didi (1959) 03:39 13087
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 13087   

Tumhari Aankhen Dharmputra (1961) 03:11 13078
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 13078   

Yaadon Ka Sahara Na Hota Patthar Ke Khwab (1969) 03:24 19236
 
Poster of Patthar Ke Khwab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pal Premi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Amar Nath
Duration : 03:24   Song Number : 19236   

Ye Bahaaron Ka Samaa Milap (1955) 03:17 15626
 
Poster of Milap (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:17   Song Number : 15626   
Karaoke Songs of datta naik, Sad Songs of datta naik, Love Songs of datta naik, Dance Songs of datta naik, Hip-hop songs of datta naik, Best songs of datta naik, Super hit songs of datta naik, hit songs of datta naik, duet songs of datta naik, solo songs of datta naik, old songs of datta naik, famous songs of datta naik, Hindi Karaoke Songs of datta naik, Hindi Sad Songs of datta naik, Hindi Love Songs of datta naik, Hindi Dance Songs of datta naik, Hindi Hip-hop songs of datta naik, best Hindi songs of datta naik, super hit Hindi songs of datta naik, hit Hindi songs of datta naik, duet Hindi songs of datta naik, solo Hindi songs of datta naik, old Hindi songs of datta naik, famous Hindi songs of datta naik, Sing Along Songs of datta naik, Sing Along Sad Songs of datta naik, Sing Along Love Songs of datta naik, Sing Along Dance Songs of datta naik, Sing Along Hip-hop songs of datta naik, Sing Along Best songs of datta naik, Sing Along Super hit songs of datta naik, Sing Along hit songs of datta naik, Sing Along duet songs of datta naik, Sing Along solo songs of datta naik, Sing Along old songs of datta naik, Sing Along famous songs of datta naik